Posts

Books require for NEET exam preparation

NEET exam ki tayyari ke liye apko books require hogi Woh mai bata Raha hoon.... Sabse pehle aap Jaan Lein ki NEET exam kya Hota hai National eligibility cum entrance test (NEET) national level ka exam hai Jo India me conduct Kiya jata hai National testing agency (NTA) dwara. Yeh exam me kul 200 question Pooche jate hai. Har ek question ko Sahi attempt Karne par apko 4 marks milte hai. Aur wrong Karne par 1 mark Kam Kar Diya jata hai. NEET exam me 3 subjects hote hai. Physics, chemistry and biology. Biology ke 100 questions Aate hai and physics chemistry ke 50 questions each. NEET Exam ki tayyari ke liye jaruri Hoti hai NCERT ki books.  NCERT text books apko epathshala.com pr free mein uplabdh hai. Uske alawa reference books me kharidiye Mtg at your fingertips biology Trueman's biology Mtg NEET Biology  Question Bank Physics ke liye: Physics ke liye ap Lein HC Verma Concept of physics D.c Pandey for medical Chemistry ke liye: Modern ABC for class XI and XII Pradeep chemistry for NEE